सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

नवंबर, 2018 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Welcome to Automotive educational

        Dosto aap savi logo ka AUTOMOTIVE education me swagat h. Aap savi log jinke pas khud ki vehicle h unlogo ke liye ye post padhna jaruri h. Yaha se kuch Sikh ke aap apne vehicle ka maintenence khud v kr skte h. Ya agar aap apni vehical me Kahi v kisi v mechanics ke paas kaam krwate ho Yaha se Sikh kr aap apne mechanics ko kuch bta skte h. Ache tarike se kaam krwa skte. Kyu ki dosto mechanics log kaafi anpadh hote h. Unke paas education nhi hoti h. Aaj hamlogo k paas kaafi new version ki vehicle available h. Jinme bahut saari features hoti h new technique ka istemaal kiya gya h. But mechanic logo k paas kuch v update nhi hota h or we log puraane tarike se kaam krte h. Jiske chalte nuksaan hme bhugatna padta h. Or saath hi hamare vehicle me bahut saare aise parts hote h jinki default fitting v kharab ho jati h parts ka lyfe ghat jata h dosto. Jiske wajah se aaplog ye sochte h ki ye gaadi bahut high maintenance h , bahut jayda paise kharch hota h. Dosto m y...